Mohtaram Doston
Assalamualaikum
Is Saal Eid ul Azha ke Muqe Par Millath Foundation ki janib se Allah ki Taufeeq aur Ahle Khair Hazrat ke Tawon se Kundapur Taluk Ki 30 Be sahara Khawateen men Naye Kapde Taqseem Kiye gaye. Alhamdulillah.
Idara Tamam Madad Karne Walon ka Shukriya ada karta hai aur Dua Karta hai ke Allah un ke Maal men Barkat ata Farmaye , Unko Sukoon ki Zindagi Inayat Farmaye.(Aameen) Jazakallah. Umeed hai ke Aap ka Tawon idare ko jari Rahega.

No comments:
Post a Comment